Attitude Quotes For Instagram [For Boys] - Attitude Captions For Instagram
Us nay pucha ap ki tareef mein nay kaha jitni karo utni kam hai.
Badshah to ham tabhi say thay ja yaaro nay kaha tha tum thappar maar kay side ho jana baqi ham dekh len ge.
Tera ego to do din ki kahani hai per mera akar khandani hai.
Pehlay bhi ham thay our kal bhi ham hongay na koi hamari jagah lay sakega na ham usay apni jagah lenay denge.
Eik piyaari si photo uper say hero wali adaa phir tu kiya teri jaisi pachees ham pay fida.
Mauqa sab ko milta hai ab meri bari hai ab tak jo kiya us ka gham nahi our ab jo karon ga wo sultan mirza say kam nahi.
Dehshat to ankhon mein honi chahiye hatiyaar to chaukidaar kay pass bhi hota hai.
Larka hon koi ATM card nahi
pyaar karo mujhsay istimaal nahi
Top 10 Killer Attitude Quotes In english
Moongphali mein chilkay our larkiyun mein nakhray nahi hotay to zindagi kitni asaan hoti.
Nakhray to hamein bhi dikhana aata hai pagli per mummy nay mana kiya hai ki meri bahu kabhi roni nahi chahiye.
Soch kar rakhna hamari saltanat mein qadam hamari muhubat ki qaid mein zamanat nahi hoti.
Mur mur kar mat dekh pagli thokar kha kar gir jayegi hamara look hi kuch aisa hai heart attack say mar jayegi.
Kisi kay pass ego hai toh kisi kay pass attitude hai per hamaray pass to eik dil hai wo bhi bara cute hai.
Dekh bachay attitude mein rehtay hain tabhi to log auqat mein rehtay hain.
Jao zara moun dho kar awo teri saadgi pay shayari likhna hai.
Dard to naseeb say milta hai meri jaan auqat to tumhari bhi nahi muhjy tarpanay ki.
Mujhy sudharnay walay sudhaartay sudhaartay khud bigar gaye.
Tu hogi angel apnay dad ki per mein bhi meray papa kay jigar ka tukra hon.
Dekh yaara is dunya mein do hi chizon ki value hai eik zaminon ki dusra meray jaisay kameenon ki.
Ham samandar hai hamein khamoosh hi rehnay do zara sa machal gaye to pura sheher lay doben ge.
0 Comments